Do muh wala kachuwa

Do muh wala kachuwa. 
Ye hai do muh wala kachuwa jiska janam 18 June ko San Antonio Zoological Society me huwa.

In mein se ek ka naam Thema aur dusre ka Louise hai. Inko Friedrich Aquarium mein pradarshni ke liye rakha jayega. Kachuye ki es awastha ko "polycephaly" bola jata hai. Is rup mein iske marne ki sambhawna jyade hai isliye ye accha hai ki aquarium me rakha gaya hai.

Photo: San Antonio Zoological Society
via: Science Is Awesome
विषय // , , ,

0 comments

एक टिप्पणी भेजें

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...