![]() |
| Mangal graha par. |
अमरीकी अंतरिक्ष एजेंसी नासा के 'क्यूरियोसिटी रोवर' को मंगल पर गए करीब एक साल हो चुके हैं. इस दौरान क्यूरियोसिटी रोवर ने जो तथ्य इकट्ठे किए हैं उनसे पता चलता है कि यह लाल ग्रह चार अरब साल पहले जीवन योग्य रहा होगा. और भी BBC से.
(Photo: NASA)
क्या अब तक सच्चिदानन्द भारती से मिला है? उत्तराखण्ड में उनके द्वारा पानी का चमत्कार हो गया है. और भी हिंदी इंडिया वाटर पोर्टल से. और एक नया अंग्रेजी पोस्ट यहाँ.
पूरा पहाड़ आपदा में कराह रहा है। सिर ढंकने को न छत बचीं न अन्न उपजाने को खेत। दुकान, होटल, गेस्ट हाउस, रैन बसेरे, धर्मशालाएं, स्कूल, बैंक, डाकघर सब बह गए। रोजी-रोटी का कोई भी साधन नहीं बचा। और जागरण से
नया यूट्यूब अपलोड Centre for Science and Environment (CSE) से... हिमालय, गंगा, बाढ़, वन. अनिल अगरवाल (CSE के संस्थापक, स्वर्गीय) और चंडीप्रसाद भट्ट (चिपको आन्दोलन) का साक्षात्कार 1980s से. पुराने साक्षात्कार लेकिन आज कल की मामला.
विडियो :- http://youtu.be/rdlUZCE4ohg?t=18m53s
कौन है चंडीप्रसाद भट्ट? http://hi.wikipedia.org/s/25di
विडियो :- http://youtu.be/rdlUZCE4ohg?t=18m53s
कौन है चंडीप्रसाद भट्ट? http://hi.wikipedia.org/s/25di
"हिम प्रदेशों को बस ये सोचना होगा कि विकास तो हो लेकिन विनाश न हो. पहाड़ों के जंगल भी बचे रहें और स्थानीय लोगों का फायदा भी हो."
सुनिए सुनीता नारायण से खास बातचीत :- http://www.bbc.co.uk/hindi/multimedia/2013/06/130628_newsmakers_sunitanarain_dk.shtml
और पढ़ें... http://www.bbc.co.uk/hindi/india/2013/07/130701_sunita_hillpolicy_dk.shtml
![]() |
| सुनीता नारायण (CSE, CC BY-SA 2.5) |
और पढ़ें... http://www.bbc.co.uk/hindi/india/2013/07/130701_sunita_hillpolicy_dk.shtml
संजय दत्त को उत्तराखण्ड में आई बाढ़ का शिकार बने लोगों की चिंता है और वे उनके लिए कुछ करना चाहते हैं... और Web Duniya से
भारत में विश्व बैंक रिपोर्ट के अनुसार भारत में गर्म होती जलवायु से कृषि, जल संसाधन और स्वास्थ्य के लिए उल्लेखनीय जोखिम. अगले एक दशक में दुनिया के औसत तापमान में 2 डिग्री सेल्सियस की वृद्धि की आशंका भारत के ग्रीष्मकालीन मॉनसून के पूर्वानुमान को अत्यधिक मुश्किल बना देगी.बारिश के प्रारूप में परिवर्तन से कुछ क्षेत्र पानी में डूब जाएंगे और कहीं बिजली बनाने एवं सिंचाई के लिए पर्याप्त पानी नहीं होगा.
टर्न डाउन दा हीट :- क्लाइमेट एक्सट्रीम्स, रीजनल इम्पैक्ट्स और केस फॉर रिज़िलीअन्स नामक विश्व बैंक की रिपोर्ट आज जारी की गई... और विश्व बैंक से
टर्न डाउन दा हीट :- क्लाइमेट एक्सट्रीम्स, रीजनल इम्पैक्ट्स और केस फॉर रिज़िलीअन्स नामक विश्व बैंक की रिपोर्ट आज जारी की गई... और विश्व बैंक से
विश्व बैंक की परियोजनाएं दुनियाभर में कहां-कहां हैं?
उनसे कौन लाभान्वित हो रहे हैं?
इन परियोजनाओं के द्वारा दिए गए अनुबंधों की जानकारी कहाँ मिलेगी?
इन सवालों के जवाब, तथा और भी बहुत कुछ अब आप अपने ऐन्ड्रॉइड, आईफोन, या आईपैड जैसे डिवाइस (उपकरणों) पर पा सकते हैं। इसके साथ-साथ आप इस जानकारी का मूल डाटा विश्व बैंक समूह की ‘ओपन फाइनैंसेज’ वेबसाइट https://finances.worldbank.org/ से मुफ्त में डाउनलोड कर सकते हैं। और विश्व बैंक से

Bharat sarkar swachchata swasthya aur paryavaran ko behatar banane ke liye lagatar thos kadam utha rahi hai.
Chahe wo kuposhan jaise rastriya sharm ko dur karne ke liye "midday meal" ki bat ho ya berojgari ko dur karne ke liye "manarega" ya paryavaran ko behtar banane ke liye "paudharopan” ki bat ho. Hamare desh me har sal 5 sal se chhote, 4-5 lakh bachche haiza, page, dayariya jaisi khatarnak bimari se mare jate hai jiska mukhya karan khule me sauch karna hai.

Parantu ab prasna ye uthta hai ki kya Bharat sarkar is abhiyan ko safal bana payegi? Kya isase pehle ab tak khule me sauch ko kam karne kek liye koi bhi abhiyan nahi chalaya gaya tha?
Hamari sarkar is abhiyan me safal ho yahi meri manokamna hai. Kyuki isase na to sirf swasthya aur paryavaran me sudhar aayega balki hamara deshwasiyo ka aatmsamman bhi badhega, jisase har pariwar, har samaj, aur har samuday ke logo ki garima me bhi ijafa hoga.
Ab jarurat hai is abhiyan ko safal banane ki, jisme mukhya bhumika har gram panchayat ki hogi, jisase is yojna ka labh har pariwar ko mile.
Itna hi nahi kae sarkari aur gair sarkari sangathano ko bhi aage aana hoga isase isame hone wale "SAUCHALAY GHOTALA" ko rok sake aur achchi gudatta wale sauchalay ka nirman sahi dhang se kara sake aur ya kam ham.
Sirf isame prayog hone wale cement balu aur eent ki quality aur prayog hone wale cement aur balu ka anupat ko jaanch karke kar sakte hai.
Ek pal ke liye man lete hai ke Nirmal Bharat Abhiyan safal ho gaya.
Kya keval khule me sauch ko rok dene matr se hi swasthya sudhar jayegi? Kya haija se marne wale bachho ki mrityu dar me sudhar aayegi? Nahi bilkul nahi. Bina swachata keprati jagruk kiye ham nirmal gram ki asha nahi kar sakte hai.
Hame har ek ke panchayat me jakar logo ko jagruk karna hoga, khule me sauch karne se hone wale dusparinamo se logo ko avagat karan hoga. Itna hi nahi sauchalayo ka sahi dhang se prayog kaise kare iski saf safai. Iske liye bhi karshalaye lagakar logo ko protsahit karna hoga.
Iske bad bhi ek sabse badi samasa yah hai ki suchalay se nikalane wale mal aur gande pani ka niskashan aur nistaran kaise kare? Kyuki agar isake liye koi uchit upay na kiya gaya to sab kiya dhara mitti me mil jayega. Ham pehle jaha the fir wahi pahuch jayenge.
Sauchalay se nikala pani hamare jal star (water table) tak bhi ja sakta jisase ye hamare bhumigat jal (ground water) ke sath aa sakta hai. Isiliye iska bhi upay karna hoga tabhi ham nirmal bharat ki kam na kar sate hai.
JAI HIND.
Lekhak // Vijay Kumar ki ruchi Ganga-ji aur samajik karya hai. Apne gaun me Vishwa Paryavaran Divas (World Environment Day) abhiyan aur anya samajik karya ayojan karte hai.
Key Words: Abhiyan, Campaign, Nirmal Bharat Abhiyan, Health, Government, Jairam Ramesh, Blog, Media, Video, Water, Vijay Kumar

"Saaf-safai keval swasthya se juda mudda hi nahi hai, balki yah jeevan, jibikoprjan aur in sabse upar maanviya garima ko bhi prabavit karta hai. Is samasya ke samadhan ke liye sarkar sampurn swacchata abhiyan chala rahi hai." - Jairam Ramesh (India Water Portal)Isko dur karne ke liye bhi ek bar fir hamari sarkar ne thos kadam uthate huye "Nirmal Bharat Abhiyan" (NBA) lagu kiya hai jiska lakshya 2022 tak Bharat me puri tarah se khule me sauch pe rok lagakar swasthya aur paryavaran ko sudharna hai, aur iske karan bachcho me hone wali mrityu dar ko kam karna hai.
Parantu ab prasna ye uthta hai ki kya Bharat sarkar is abhiyan ko safal bana payegi? Kya isase pehle ab tak khule me sauch ko kam karne kek liye koi bhi abhiyan nahi chalaya gaya tha?
Hamari sarkar is abhiyan me safal ho yahi meri manokamna hai. Kyuki isase na to sirf swasthya aur paryavaran me sudhar aayega balki hamara deshwasiyo ka aatmsamman bhi badhega, jisase har pariwar, har samaj, aur har samuday ke logo ki garima me bhi ijafa hoga.
Ab jarurat hai is abhiyan ko safal banane ki, jisme mukhya bhumika har gram panchayat ki hogi, jisase is yojna ka labh har pariwar ko mile.
Itna hi nahi kae sarkari aur gair sarkari sangathano ko bhi aage aana hoga isase isame hone wale "SAUCHALAY GHOTALA" ko rok sake aur achchi gudatta wale sauchalay ka nirman sahi dhang se kara sake aur ya kam ham.
Sirf isame prayog hone wale cement balu aur eent ki quality aur prayog hone wale cement aur balu ka anupat ko jaanch karke kar sakte hai.
Ek pal ke liye man lete hai ke Nirmal Bharat Abhiyan safal ho gaya.
Kya keval khule me sauch ko rok dene matr se hi swasthya sudhar jayegi? Kya haija se marne wale bachho ki mrityu dar me sudhar aayegi? Nahi bilkul nahi. Bina swachata keprati jagruk kiye ham nirmal gram ki asha nahi kar sakte hai.
Kya Bharat sarkar is abhiyan ko safal bana payegi? (Source: Video Volunteers)
Hame har ek ke panchayat me jakar logo ko jagruk karna hoga, khule me sauch karne se hone wale dusparinamo se logo ko avagat karan hoga. Itna hi nahi sauchalayo ka sahi dhang se prayog kaise kare iski saf safai. Iske liye bhi karshalaye lagakar logo ko protsahit karna hoga.
Iske bad bhi ek sabse badi samasa yah hai ki suchalay se nikalane wale mal aur gande pani ka niskashan aur nistaran kaise kare? Kyuki agar isake liye koi uchit upay na kiya gaya to sab kiya dhara mitti me mil jayega. Ham pehle jaha the fir wahi pahuch jayenge.
Sauchalay se nikala pani hamare jal star (water table) tak bhi ja sakta jisase ye hamare bhumigat jal (ground water) ke sath aa sakta hai. Isiliye iska bhi upay karna hoga tabhi ham nirmal bharat ki kam na kar sate hai.
JAI HIND.
Lekhak // Vijay Kumar ki ruchi Ganga-ji aur samajik karya hai. Apne gaun me Vishwa Paryavaran Divas (World Environment Day) abhiyan aur anya samajik karya ayojan karte hai.
Key Words: Abhiyan, Campaign, Nirmal Bharat Abhiyan, Health, Government, Jairam Ramesh, Blog, Media, Video, Water, Vijay Kumar
समाज पर कलंक बन चुके खुले में शौच की बुराई को समाप्त करने के लिए अभिनेत्री विद्या बालन जल्द ही ग्रामीण परिवारों को जागरूक करती नजर आएंगी। इसके तहत आगामी तीन अक्तूबर से निर्मल भारत यात्रा की शुरुआत की जा रही है. - अमर उजाला
''निर्मल भारत अभियान से जुड़ने के प्रस्ताव से मैं बेहद खुश हूं. महिला होने के नाते मैं खुले में शौच करने वालों के दर्द से अच्छी तरह वाकिफ हूं. इसीलिए तो 'जहां सोच, वहां शौचालय' के नारे के साथ मैं वास्तविक तौर पर जुड़ गई हूं, दिखावटी नहीं. यह नारा वास्तविकता के काफी करीब है. शौचालय न होने की वजह से ससुराल में रहने से इन्कार करने वाली युवती से मिलकर मुझे बहुत अच्छा लगा था.'' - विद्या बालन (जागरण)
Key Words: OMG, Abhiyan, Nirmal Bharat Abhiyan, Bollywood, Media, Video, Photo, Hygiene, Health, Vidya Balan
Kareena ke bahut sundar hira... fashion ya faltu?
हीरा सुन्दर है लेकिन... भारत में "अवैध हीरा खनन की जांच हो" - जागरण
- Hira sundar hai lekin... Bharat me "avaidh hira kanan ki janch ho." - Jagran
- Aur blood diamond (khuni hira) ka mamla bhi hai. "Kuch hire khadano se avaidh tarike se banduko ke bal par khanan karva kar nikalwaie jate hain. In khadano par kabje ke liye jabardast khunkharaba hota rahata hai. Sierra Leone me das saal khunkharaba hua jisme lakho mare gaye." - Dainik Bhaskar
- "Blood Diamond" film khuni hira ke bare me hai. Yah trailer angrezi me hai, lekin film Hindi me milega.
हीरा सुन्दर है लेकिन... भारत में "अवैध हीरा खनन की जांच हो" - जागरण
"हर साल की तरह इस साल भी मुंबई सहित पूरे महाराष्ट्र में गणपति बप्पा की धूम 19 सितंबर से शुरु होने जा रही है. आजकल ज्यादातर जगहों में ‘प्लास्टर ऑफ पेरिस’ [PoP] के ही गणपति मिलते हैं. पर यहां आपको शाडू की मिट्टी के गणपति भी मिल जाएंगे. यह मूर्तियां वातावरण के अनुकूल होती हैं यानी विसर्जन के बाद यह मिट्टी बिना प्रदूषण फैलाए पानी में घुल जाती हैं." - इन डॉट कॉम
पर्यावरण के अनुकूल गणेश मूर्तियों के बारे में और सीखें निचे के विडियो से... (TV9)
पर्यावरण के अनुकूल गणेश मूर्तियों के बारे में और सीखें निचे के विडियो से... (TV9)
आईयूसीएन का नए अध्यक्ष चीन देश के है. उनका नाम जाँ जिन शें है. चुनाव परिणाम 12 सितम्बर को आये हैं. और चुनाव के फोटोस यहाँ देखें.
| नए अध्यक्ष जाँ जिन शें चुनाव जीतने के बाद. और फोटोस देखें. (IUCN) |
अंग्रेजी शब्दगत
आईयूसीएन - IUCN
अंतर्राष्ट्रीय प्रकृति संरक्षण संघ - INTERNATIONAL UNION FOR CONSERVATION OF NATURE (इंटरनेशनल यूनयन फॉर कान्सर्वेशन अव नेचर)
संकटग्रस्त जीव जाति - ENDANGERED SPECIES (एन्देजर्ड स्पीशीज़)
आईयूसीएन लाल सूचि - IUCN RED LIST (आईयूसीएन रेड लिस्ट)
निर्देश
- आईयूसीएन
यूट्यूब पर सबसे लोकप्रिय प्रकृति वीडियो बस 17 सेकंड लगता है. मस्त है...
"गुटखा और पान मसाले पर प्रतिबंध लगाने के बाद दिल्ली सरकार अब प्लास्टिक बैग पर भी प्रतिबंध लगा सकती है...

Shub 15 August! Remember... janwar bhi Hindustani hain. Bin janwar bharat kaise?
Key Words: Video, Media, Animals, Biodiversity, India, Yeh Mera India, Jiv Vividhata, Tiger
Key Words: Video, Media, Animals, Biodiversity, India, Yeh Mera India, Jiv Vividhata, Tiger
Sundar kavita aur gana Band Called Nine se baghon ko bachane ke liye. Soch lo na...
Creative Director & Lyricist: Neelesh Misra
Lead Vocalist: Shilpa Rao
Music: Vipin Mishra
Created for NDTV's Save Our Tigers Campaign
Key Words: OMG, Video, Tiger, Song, Band Called Nine